Chaaha hai tujhko
chaahoonga har dam
marke bhi dil se
ye pyaar na hoga kam
teri yaad jo aati hai
mere aansoo behte hain
apna to milan hoga
pal pal ye kehte hain
kya ye zindagaani hai
bas teri kahaani hai
bas teri kahaani hai
ye jo zindagaani hai
Chaaha hai tujhko
chaahoonga har dam
marke bhi dil se
ye pyaar na hoga kam
teri vo bantein
vo chaahat ki rasmer
jhoothe thay vaade
kya jhoothi thi kasmein
jaane tamanna kya ye sach
hai bas itna keh de
toot jaayein na lamha
ait baar ka
de koi sila mere
intezaar ka..
Chaaha hai tujhko
chaahoonge har dam
marke bhi dil se
ye pyaar na hoga kam
ha..ha..ha..ha..
ha..ha..ha..ha,,
ha..ha..ha..ha..
ha..ha..ha..ha..
teri hoon teri
jo chaahe kasem le le
mujhko humrahi
tu apne gam de de
saari umar hai mujhko
dard judaai kya kehna
raste mein khoyi hai
manzil meri..
mere saath jayengi
mushki lein meri
Chaaha hai tujhko
chaahoonge har dam
marke bhi dil se
ye pyaar na hoga kam
tu saamne hai mere
phir kyon ye doori hai
tujhe kaise batnoon main
hay kya majboori hai
ye bhi koi jeena hai
sirf aansoo peena hai
sirf aansoo peena hai
ye bhi koi jeena hai
ha..ha,,ha..ha,,
ha..ha,,ha..ha,,
ha..ha,,ha..ha,,
ha..ha,,ha..ha,,