Dil E Ummeed toda hai kisi ne
Dil E Ummeed toda hai kisi ne
Dil E Ummeed toda hai kisi ne
Dil E Ummeed toda hai kisi ne
Sahara De~ke chhoda hai kisi ne
Apni kahaani kaise kahein?
Apni kahaani kaise kahein?
Apni kahaani kaise kahein?
Apni kahaani kaise kahein?
Pyar ki aag me jalte rahein
Dil E Ummeed toda hai kisi ne
Apni kahaani kaise kahenge?
Apni Kahaani
Apni kahaani kaise kahenge?
Apni Kahaani
Na Manzil hai na manzil ka nishaan hai
Na Manzil hai na manzil ka nishaan hai
Kahan pe la~ke chhoda hai kisi ne
Dil E Ummeed toda hai kisi ne
Kafas ki teeliyaan rangeen kyun hain?
Kafas ki teeliyaan rangeen kyun hain?
Yahan pe sar~ ko foda hai kisi ne
Dil E Ummeed toda hai kisi ne
Shab e Ranz ki sahar nhi hoti
Ho bhi to mere ghar nhi hoti~
Zindagi! tu hi mukhtsar ho ja~~
Shab e~ Ranz mukhtsar nhi hoti
Main un sheeshagaron se puchhta hu
Main un sheeshagaron se puchhta hu
Ke Toota dil bhi joda hai kisi ne
Dil E Ummeed toda hai kisi ne