Dekho wo bhi hain jo sab keh skte hain
dekho unke mu pe taale aaj bhi hain
dekh un ankhon ko jinho se sab dekha hai
dekh un pe khof ke jaale aj bhi hain
mere hi zawal pe aur hi zawal kyu
mere hi sawalo pe mujhi se sawal kyu
london ko mene mazbooti wali feel di
reel ke jo bhoke inhe bhi thori reel di
jo lambi lambi phenkte inhe bi kafi deel di
naal ma ha sabke han bandh hai nakheel di
nidalon inko soch main ya gandgi nichor do
mor don ye raste ya rasta hi chor do
bhagta na doray dunya larka thora aur ho
jo chekhe tune na suni us khamoshi kashor ho
manzar ha badalte yaha zawiya hilane se
pehlu jo bhi dede sara khel ha batane ma
badalta sara sach aik jhot ke milne se
jal ha jate shehr kuch chingariya bharkne se
yani ke jo bhi mani bujh na ruka lagane se
baal hi itni khokhle sarab ke paimene ma
wakeel wo bane jo mujrim ke gherane se
paise gardo tak darj sabke ye dikhawe ke
mere hi zawal pe aur hi zawal kyu
mere hi sawalo pe mujhi se sawal kyun
hame na lagta wart koi sanu=iha bhulane ma
aj the jo trend pe wokal sard khane ma
phir nazar wo khuwab ka na hoti koi baat
no pochta anjaanna leta koi hisab
ke cheez ka kitab jiske rond dale khaab
jiska apna hi tu baap use bech deta aj
yaha pe uski laaj uspe phenkte tezab
uthati unglia ye samaj jo kaltha wohi aj
wohi sach wohi mizaj hazar mudo lakh bat
keeda bhedo keha sath do zanjero keha hath
jigar ko teero kiha taab nazar akiro ki halat
fikar ko qaid ne di maat
fikar ko qaid ne di maat
fikar ko qaid ne di maat
mere hi zawal pe aur hi zawal kyu
zulmate mitani hoto kaam ate
rakh ke khoni dil laga pure shehr ma ag
yuhi chale gi sansen zair e shab ta hayat
sawera hoga tab jayega tu jog
beta hogya gayan baki ab to iske bad
thora halka hona banta to arz ha janab
khilone keh rahe maon ke laal kyun
mehram phr kyu mere bane mere bilal kyu