Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat.. hoti
To kya baat ho ti
Sunte hai jab pyaar ho to
Diye jal uthte hai
Tan mein, mann mein, aur nayan mein
Diye jal uthte hai
Aaja piya aaja
Aaja piya aaja ho
Naa ja piya aaja
Teri hi tere hi liye
Jalte diye...
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindagani bitani tere
saaye mein saaye mein
Kabhi kabhi..
Kabhi kabhi aise diyon se
Lag bhi jaati aag bhi
Aaaa…
Dhule dhule se aanchalon pe
Lag hai jaate raag bhi
Aaaa..
Hai viraano mein badalte
Dekhe mann ke baagh bhi
Sapno mein shringar ho to
Diye jal uthte hai
Khwahishon ke aur sharam ke
Diye jal uthte hai
Aaja piya aaja teri hi, tere hi liye
Jalte diye..
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindegani bitani tere saaye saaye mein
Mera nahin..
Mera nahin hai woh diya jo
Jal raha hai mere liye
Mmmm...
Meri taraf kyun yeh ujaale
Aaye hai in ko rokiye
Aaaaa...
Yoon begaani roshni mein
Kab talak koi jiye
Saanson mein jhankaar ho to
Diye jal uthte hai
Jhanjharon mein kangano mein
Diye jal uthte hai
Aaja piya, hmmm…
Jalte diye...
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindegani bitani tere
saaye mein saaye mein
(Saaye mein saaye mere
Saaye mein saaye mere
Saaye mein saaye tere..)
Saaye mein.. tere.. bitani zindagani..
Saaye mein.. tere.. bitani Zindagani..