M: mere jagne se pehle.... 44
haye re meri kismat...
mere jagne se pehle haye re meri kismat
so jati hai,
main der karta nahin~~~,
der ho jaati hai,
main der karta nahin~~,
der ho jaati hai,
o mere sath yahi mushkil....
payi hui manzil.....
mere sath yahi mushkil,
payi hui manzil kho jaati hai
main der karta nahin~~
der ho jaati hai
main der karta nahin~~
der ho jaati hai
F: Haye kispe bharosa kiya hai 2:10
jo bhi wada kiya jhutha kiya hai
F: haye kispe bharosa kiya hai
jo bhi wada kiya jhutha kiya hai
M: Ho chaha jab bhi maine wada nibhana
chaha jab bhi maine wada nibhana
waqt ne waqt pe dhokha diya hai
waqt ne waqt pe dhokha diya hai
F: der karne ki aadat....
chahat ki kashti.....
der karne ki aadat chahat ki kashti
dubo jaati hai,
M: main der karta nahin~~
der ho jaati hai,
main der karta nahin~~
der ho jaati hai,
F: beet gaye kitne mausam suhane 4:4
pyar karne ke rangin zamane
F: Ho beet gaye kitne mausam suhane
pyar karne ke rangin zamane
M: mausam to aate jate rahenge
mausam to aate jate rahenge
aaya main to rutha dilbar manane
aaya main to rutha dilbar manane
F: meri halat pe dekho.....
shabnam bhi aansu....
meri halat pe dekho shabnam bhi aansu
ro jaati hai
M: main der karta nahin~~
der ho jaati hai,
main der karta nahin~~
der ho jaati hai
M: o mere jagne se pehle
hay re meri kismat so jati hai
F: tum der karte nahin~~
der ho jaati hai,
haan tum der karte nahin~~~
der ho jaati hai,