Saans aati hai saans jaati hai
Sirf mujhko hai intezaar tera
Aansuon ki ghataayen pee,pee ke
Ab to kehta hai yeh hi pyaar mera
Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqat
Zaroori hai sanam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
Teri chahaton ne ye kya gum diya
Teri chahaton ne ye kya gum diya
Tere ishq ne yu deewana kiya
Tere ishq ne yu deewana kiya
Zamaane se mujhko begaana kiya
Zamaane se mujhko begaana kiya
Deewane tere pyaar mein
Bada hi bura haal hai
Khadi hoon teri raah mein
Na hosh na khayaal hai
Deewane tere pyaar mein
Bada hi bura haal hai
Khadi hoon teri raah mein
Na hosh na khayaal hai
Na hosh na khayal hai
Ek mulaaqaat Zaroori hai sanam…
Ek mulaaqaat Zaroori hai sanam…
Ek mulaqat.
Zaruri hai sanam
Ek mulaqat zaruri hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
Mere saath mein ro raha aasmaan
Mere saath mein ro raha aasmaan
Mera pyaar khoya hai jaane kahan
Mera pyaar khoya hai jaane kahan
Use Dhoondti Main Yahan Se Wahan
Use Dhoondti Main Yahan Se Wahan
Milan Ki Mujhe Aas Hai,
Nikalti nahi jaan hai
Main kitni majboor hoon
yeh kaisa imtehaan hai
Milan Ki Mujhe Aas Hai,
Nikalti nahi jaan hai
Main kitni majboor hoon
yeh kaisa imtehaan hai
Yeh kaisa imtehaan hai
EK mulaaqaat zaroori hai sanam….
EK mulaaqaat zaroori hai sanam….
Ek mulaqat
Zaroori hai sanam….
EK mulaaqaat zaroori hai sanam….
Ek mulaaqaat
Mulaaqaat, Mulaaqaat,
Mulaaqaat, Mulaaqaat
Mulaaqaat, Mulaaqaat,
Mulaaqaat, Mulaaqaat
Mulaaqaat, Mulaaqaat,
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
zaroori hai sanam zaroori hai sanam
Mulaaqaat
zaroori hai sanam…..
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam…..
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam…..
Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaaqaat zaroori hai sanam