menu-iconlogo
logo

Aarzu

logo
Тексты
Half man, half Cocaine Young, dumb, broken Pills i poppin, Yeah,

Yea-Yeah Khaaye bahot dhokhe But i'm okay, Yeah,

Yea-Yeah Mujhe sone nahi deti ab tanhai yeh Aab kuch nahi hai pass

Bas yahi ruswaai hai Main bada badikhlaq hun kabhi

Azmaiye Main kitna mukhlis hun mujhe ye mat bataiye(

Woh) Apni anna mein hi itna magan Main kar na lun khud ko fana main

Aab dar-badar hi bhatke hum Tu bada bewafa hai jamaane Khud jaane

Wohi likhta hai yeh zindagi ke afsaaney Mujhe hassad kya hai kisi se

Ab sikhaya hi nahi mujhe maa ne Kya kam padti hai duniya dua dene ke

Liye Ya mujhe hi bana diya ghum sehne ke liye Main sochta hun bas

Yahi baatein khojta hun Ya phir main kandho par

Lade bewajah ke bojh sa hun Yeah, Legend never die(

Yeah), hum zinda rahenge marne ke baad bhi Jamaane se baat ki par

Kadar na kari kisi ne bhi Art ki Paisa mohtaazgi toh kiya gaya kaafi

Nazar-andaaz bhi Umeed inkqalab ki,

Ke uthega suraj dhalegi yeh raat bhi, (

Yeah) [Hook: Jokhay] Saansein phool rahi,

Baatein bhool rahi Toote aas maagar manzil meri door nahi Ye mere

Khwabon ki tabeeren fizool nahi Kaam bure phir bhi tode kuch usool

Nahi Ke jaan vaar dun hai itni gehri aarzu Jo kuch kiya,

Jo kuch diya usi se aaj hun Tujhko lagi hai jo mashoori ki wo pyash

Hun Main sabkuch bataane ke baawjood bhi raaz hun [Verse 2:

Nabeel Akbar] Raat saari baitha der tak main sochta raha Itne saal

Apne aap ko main khojta raha Mujhe lagta tha sunta hai koi nahi,

Panno mein bharta raha dil ka ye bojh sara Ab pyaar bheje log mujhe

Bahot saara Aab yaar mere bolte sab bahot aala Saalon diye maine apni

Kala ko Hai koi toh wajah tu mujh tak nahi pahunch paa ra Kam likh

Raha main ho gaya tha aalsi Jaan leva mera kalam magar aaj bhi

Baatein karta main khul ke jo raaz ki Haq sach baat bolun sochta nahi

Baad ki Jakham toh mujhe bhi hai kafi mile Par jagah se hum apni jara

Na hille Barshat ke baad nikalta suraj,

Usi ki kiran se toh paudhe khilein Phir se khade chahe jitni baar

Gire Manzil wo paate jo hote sar-phire Baatein ye buniyaadi fikar nai

Duniya ki Ek hi to jaan dubara na mile Shikwe aur gille,

Jakhmi ye dil hai Pyaar ke bhookhe koi apna na mile Galti yahi ki hum

Karte bharosa Ye aankhein khuli khaya apni se dhokha Koi fayda nai

Har waqt darne ka Maut aayegi jab waqt hoga marne ka Jaan toh jahaan

Hai ye sab imtihaan Phat'ta main ghus ke jab waqt hota ladne ka Waqt

Bura ho toh hat te khud sab peeche Nai shaklein to mujhko har roz

Dikhein Aache bure saath jin ke har din beete Saath dene waale daath

Wohi ginti ke [Hook: Jokhay] Saansein phool rahi,

Baatein bhool rahi Toote aas maagar manzil meri door nahi Ye mere

Khwabon ki tabeeren fizool nahi Kaam bure phir bhi tode kuch usool

Nahi Ke jaan vaar dun hai itni gehri aarzu Jo kuch kiya,

Jo kuch diya usi se aaj hun Tujhko lagi hai jo mashoori ki wo pyash

Hun Main sabkuch bataane ke baawjood bhi raaz

Hun [Verse 3: Talha Anjum] Murdabaad-Murdabaad!(

Yeah) Galat baat-Galat baat!(

Na) Farak saath sadak-chaap Sarhad

Paar parastaar Kalakaar khaayein khaar(

Nai) Rapper nahi adaakaar(

Haa) Bakk rahe khurafaat(khurafaat) Munaafa hai munaafa(

Yeah) Meetha tu kunaafa I'm the real king Mufasa I'm so charged up

Osaka Tu funny hai bro Muzaaiqa Alamdaar asli Desi Hip Hop Tod nahi

Meri is kala ka Ready to pull up any time Beta tera waqt tera ilaaqa(

You Know) Khana badosh hun dushman hun apna Main bas tera dost hun(

Yea-Yeah) Khooya hun khud hi mein Aise mujhe apne

Andar na khoj tu Zindagi Canvas, Guns Drawn, Dangerous(

Yea-Yeah) I need a Murree strong,

Chhitaak hash aur ek Benson Wo chala

Hi nahi jise maine kar diya ho cancel(

Cancel-Cancel) Views ki baat nahi kar raha Millions banaaye hai last

Year Cash mein outside represent karu south-side Mushkilein meri

Zindagi mein bahoot aayi Dhokhe diye maine thokarein bhi bahoot

Khaayi Bahot High-Bahot High-Bahot High [Hook:

Jokhay] Saansein phool rahi,

Baatein bhool rahi Toote aas maagar manzil meri door nahi Ye mere

Khwabon ki tabeeren fizool nahi Kaam bure phir bhi tode kuch usool

Nahi Ke jaan vaar dun hai itni gehri aarzu Jo kuch kiya,

Jo kuch diya usi se aaj hun Tujhko lagi hai jo mashoori ki

Wo pyash hun Main sabkuch bataane ke baawjood bhi raaz hun

Aarzu от Jokhay/Jani/Nabeel Akbar/Talha Anjum - Тексты & Каверы