menu-iconlogo
huatong
huatong
karan-kanchanrashmeet-kauryashraj-ishq-nachaawe---from-kho-gaye-hum-kahan-cover-image

Ishq Nachaawe - From "Kho Gaye Hum Kahan"

Karan Kanchan/Rashmeet kaur/Yashrajhuatong
pcknudsenhuatong
Тексты
Записи
Ranjhe ishq 'ch hoye qurban

Kinne Mirze vi de gaye jaan

Yeh khel bada badnam

Re jhoothe khwab dikhawe

Toote kanch ke tukdon pe

Mua ishq nachaawe

Seene sari rat dard jagave

Ik pal chain na aave

Toote kanch ke tukdon pe

Mua ishq nachaawe

Chehre pe chere hain lakhon (lakhon)

Salakhon ke peechhe bata do (bata do)

Kuchh aise bahane banake

Ki lage main udd ke is pinjre se bhagun

Ab door, aa ke na ghoor

Teri ankhein saboot ki main khoya wajood

Tere saamne thi jan, tere nam pe

Ab jam tere naam se

Muh kaam hi nahi karta jab muqam mere samne

Ho, Ranjhe ishq 'ch hoye qurban

Kinne Mirze vi de gaye jaan

Yeh khel bada badnam

Re jhoothe khwab dikhawe

Toote kanch ke tukdon pe

Mua ishq nachaawe

Sau rabb di, bada tadpave

Ik pal chain na aave

Raatein hum jaagenge kaise? (Kaise?)

Khud se hum bhaagenge kaise? (Kaise?)

Suna kitabon mein, kehte ki pyaar ke badle pyaar

Yaar bas poochhte bar-bar ki kab tak rahe haar

Kyun badhti yeh diwar? Aur banti nahi hai, yaar

Jab milta nahi hai woh yaar

Toote kanch ke tukdon pe

Mua ishq nachaawe

Seene sari rat dard jagave

Ik pal chain na aave

Ho, Ranjhe ishq 'ch hoye qurban, ho

Ho, Ranjhe ishq 'ch hoye qurban

Kinne Mirze gawa gaye jaan

Yeh khel bada badnam

Re jhoothe khwab dikhawe

Toote kanch ke tukdon pe

Mua ishq nachaawe

Seene sari rat dard jagave

Ik pal chain na aave

Toote kanch ke tukdon pe

Mua ishq nachaawe

Nasha hai pyaar, aur pyaar yeh nasha hai

Ek hi jawab, par dono hi saza

Woh yaadein zaban pe, tabhi toh fasa

Main bol hi nahi paya bas sehne ki wajah

Jab khud hi mein bata toh baatein nahi baant'ta

Khaya jo hatho se, usay nahi kat'ta

Mana tere-mere beech jo khaas tha

Abhi naapun tere beech ka faasla

Ab main jeeta jyada, karta sabse waade kam

Badalna chahta khud ko aur woh sath tere tha jo dhang

Shatranj ka yeh khel kaisa, sabke jab hain badle rang

Par sikha sab kuch jayaz ho chuka jab mera pyaar hi jung

Ho, Ranjhe ishq 'ch hoye qurban

Kinne Mirze vi de gaye jaan

Ranjhe ishq 'ch hoye qurban

Kinne Mirze gawa gaye jaan

Yeh khel bada badnam

Re jhoothe khwab dikhawe

Sau rabb di, bada tadpave

Ik pal chain na aave

Chain na aave

Еще от Karan Kanchan/Rashmeet kaur/Yashraj

Смотреть всеlogo