Sahilon ko abhi pata kya hai
Sahilon ko abhi pata kya hai
Paaniyon par likha hua kya hai
Sahilon ko abhi pata kya hai
Jisne socha nahi, wafa kya hai
Jisne socha nahi, wafa kya hai
Jisne socha nahi, wafa kya hai
Uske baare mein
Uske baare mein sochna kya hai
Sahilon ko abhi pata kya hai
Guzre lamhon ki dhool uddti hai
Guzre lamhon ki dhool uddti hai
Guzre lamhon ki dhool uddti hai
Is haveli mein
Is haveli mein ab rakha kya hai
Sahilon ko abhi pata kya hai
Khawab sare udaas baithe hai
Khawab sare udaas baithe hai
Khawab sare udaas baithe hai
Nind naraz hai
Nind naraz hai
Huva kya hai
Sahilon ko abhi pata kya hai
Sahilon ko abhi pata kya hai
Paaniyon par likha hua kya hai
Sahilon ko abhi pata kya hai