hmmmm
aate jaate khoobsurat
aawaara sadkon pe
kabhi kabhi itefaaq se
aate jaate khoobsurat
aawaara sadkon pe
kabhi kabhi itefaaq se
kitne anjaan log mil jaate hain
un mein se kuchh log
bhul jaate hain
kuchh yaad reh jaate hain
un mein se kuchh log
bhul jaate hain
kuchh yaad reh jaate hain
aate jaate khoobsurat
aawaara sadkon pe
kabhi kabhi itefaaq se
kitne anjaan log mil jaate hain
un mein se kuchh log
bhul jaate hain
kuchh yaad reh jaate hain
un mein se kuchh log
bhul jaate hain
kuchh yaad reh jaate hain
aawaaz ki duniyaa ke doston
kal raat isi jagah pe mujhko
iss kadar ye hasin
khayaal mila hai
raah mein ek reshami
rumaal mila hai
iss kadar ye hasin
khayaal mila hai
raah mein ek reshami
rumaal mila hai
jo giraaya tha kisi ne
jaan kar
jiska ho le jaaye wo
pehchaan kar
warna main rakh loonga
usko apna jaan kar
kisi husn waale ki
nishaani maan kar
nishaani maan kar
hanste gaate logon ki
baaton hi baaton mein
kabhi kabhi ik mazaak se
kitne jawaan kisse
ban jaate hain
unn kisson mein chand
bhool jaate hain
chand yaad reh jaate hain
un mein se kuchh log
bhul jaate hain
kuchh yaad reh jaate hain
taqdeer mujhpe meharbaan hai
jis shaukh ki ye daastaan hai
usne bhi shaayad ye
paigaam suna ho
mere geeton mein apna
naam suna ho
usne bhi shaayad ye
paigaam suna ho
mere geeton mein apna
naam suna ho
door baithi ye raaz
wo jaan le
meri aawaaz ko
pehchaan le
kaash phir kal raat jaisi
barsaat ho
aur meri uski kahin
mulaaqat ho
mulaaqat ho
lambi lambi raaton mein
neend nahin jab aati
kabhi kabhi iss firaaq se
kitne haseen khaab
ban jaate hain
un mein se kuchh khaab
bhul jaate hain
kuchh yaad reh jaate hain
un mein se kuchh log
bhul jaate hain
kuchh yaad reh jaate hain
aate jaate khoobsurat
aawaara sadkon pe
kabhi kabhi itefaaq se
kitne anjaan log mil jaate hain
un mein se kuchh log
bhul jaate hain
kuchh yaad reh jaate hain