Salaam
Enjoy
pyar mera zindagi pane ko hai
dil ye kehta hai ki tu aane ko hai
pyar mera zindagi pane ko hai
dil ye kehta hai ki tu aane ko hai
salina..
Aaaa...
salina..
Aaaa...
Follow for more songs
Oh haa.. har taraf bajne lagi sahnaiya
har taraf charcha hai tere pyar ka
Aa.. sabke hotho pe khushi ka geet hai
jikar hai bas mera mere yaar ka
yeh gagan bhi phul barsane ko hai
dil ye kehta hai ki tu aane ko hai
Pyaar mera zindagi pane ko hai
Who shared this song 3
naachti hai aaj aise zindagi
khil uthe jaise ummidho ka chaman
aisi kushbu le ke aayi hai pawan
jaise chu ke aai ho tera badan
aaj sara jag mahak jaane ko hai
dil ye kehta hai ki tu aane ko hai
pyaar mera zindagi pane ko hai
Aaa.. samne mere jis dam tu aayega
mere geeto ko zaba mil jayegi
Aaa.. dur ho jayengi jab ye duriya
yeh jawani aur bhi khil jayegi
husm tera jalva dikh lane ko hai
dil ye kehta hai ki tu aane ko hai
pyaar mera zindagi pane ko hai
salina..
Aaa..
Salina..
Aaa..
Thank You