menu-iconlogo
logo

Deewana Deewana Main Tera Deewana

logo
Тексты
Du du dudu...

Du du dudu...

Du du dudu dududu uu..

La la lala..

La la lala..

La la lala lalala la..

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri jaaneja

Mere pas aa zaara

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri jaaneja

Mere pas aa zaara

Ab kahi mujhko

Chain aaye naa

Bin tere meraa

Dil nahi lagta....

Deewana deewana

Tu mera deewana

O meri jaaneja

Sun le meri sada

Ab kahi mujhko

Chain aaye naa

Bin tere meraa

Dil nahi lagta

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri jaaneja

Mere pas aa zaara

Baaho mein tune liya

Dhadkan machal ne lagi

Baaho mein tune liya

Dhadkan machal ne lagi

Chhayi koi bekhudi

Har saas jalne lagi

Pyaas badh ne lagi

Kya huwa kya pata

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri jaaneja

Mere pas aa zaara

Mil ke banaaye chalo

Hum ek naya aashiya

Mil ke banaaye chalo

Hum ek naya aashiya

Tu jo mujhe mil gaya

Mujhko mile do jahaa

Tutega naa kabhi

Vada yeh pyaar kaa

Deewana deewana

Tu mera deewana

O meri jaaneja

Sun le meri sada

Ab kahi mujhko

Chain aaye naa

Bin tere meraa

Dil nahi lag ta

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri jaaneja

Mere pas aa zaara

Ab kahi mujhko

Chain aaye naa

Bin tere meraa

Dil nahi lag ta

Ho.. Deewana deewana

Tu mera deewana

O meri jaaneja

Mere pas aa zaara

Deewana Deewana Main Tera Deewana от Kumar Sanu/Kavita Krishnamurti - Тексты & Каверы