menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kumar Vishuhuatong
dinsdalezrfhuatong
Тексты
Записи
Kabhi pyase ko pani pilaya nahi

Baad amrit pilane se kya faida

Kabhi girate huve ko uthaya nahi

Baad aasu bahane se kya faida

Kabhi pyase ko pani pilaya nahi

Baad amrit pilane se kya faida

Mei to mandir gaya, puja aarti ki

Puja karte huve ye khayal aa gaya

Mei to mandir gaya, puja aarti ki

Puja karte huve ye khayal aa gaya

Kabhi maa baap ki seva ki hi nahi

Sirf puja ke karne se kya faida

Kabhi pyase ko pani pilaya nahi

Baad amrit pilane se kya faida

Mei to satsang gaya guruvani sooni

Guruvani ko soonkar khayal aa gaya

Mei to satsang gaya guruvani sooni

Guruvani ko soonkar khayal aa gaya

Janma manav ka leke dya na kari

Fir manav kahlane se kya faida

Kabhi pyase ko pani pilaya nahi

Baad amrit pilane se kya faida

Maine daan kiya maine japtap kiya

Daan karte huve ye khayal aa gaya

Maine daan kiya maine japtap kiya

Daan karte huve ye khayal aa gaya

Kabhi bhukhe ko bhojan khilaya nahi

Daan lakho ka karne se kya faida

Kabhi pyase ko pani pilaya nahi

Baad amrit pilane se kya faida

Gangaa nahane Haridhvar Kasi gaya

Gangaa nahate hi maanme khayal aa gaya

Gangaa nahane Haridhvar Kasi gaya

Gangaa nahate hi maanme khayal aa gaya

Taan ko dhoya magar maan ko dhoya nahi

Fir Gangaa nahane se kya faida

Kabhi pyase ko pani pilaya nahi

Baad amrit pilane se kya faida

Maine Ved padhe maine Shastra padhe

Shastra padhate huve khayal aa gaya

Maine Ved padhe maine Shastra padhe

Shastra padhate huve khayal aa gaya

Maine gnan hi kisi ko bata nahi

Fir gnani kahelane se kya faida

Kabhi pyase ko pani pilaya nahi

Baad amrit pilane se kya faida

Maat pitaa ke hi charnome charo dham he

Aaja aaja yahi mukti ka dham he

Maat pitaa ke hi charnome charo dham he

Aaja aaja yahi mukti ka dham he

Pitaa maata ki seva ki hi nahi

Fir tirtho me hane se kya faida

Kabhi pyase ko pani pilaya nahi

Baad amrit pilane se kya faida

Kabhi girate huve ko uthaya nahi

Baad aasu bahane se kya faida

Еще от Kumar Vishu

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться