Honthon mein aisi baat
Honthon mein aisi baat
main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to
duhaayi hai duhaayi
Honthon mein aisi baat
main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to
duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein
pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat
main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to
duhaayi hai duhaayi
Ho shaloo
Raat kaali nagan si hui hai jawaan
Raat kaali nagan si hui hai jawaan
Ho, hay daiyya kisko dasega yeh sama
Haan, hay daiyya kisko dasega yeh sama
Jo dekhoon peechhe mudke (hoy)
To pag mein payal tadpe (hoy)
Aage chaloon to dhadakti
hai sari angnayi
Honthon mein haay
Honthon mein aisi baat
main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to
duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein
pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat
main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to
duhaayi hai duhaayi
Ho shaloo
Aise mera jvala sa tan laharaaye
Aise mera jvala sa tan laharaaye
Arey haan haan haan
Lat kahi jaae ghunghat kahi jaye
Haan lat kahi jaae ghunghat kahi jaye
Are abjhumaka tute (hoy)
Ke meri bindiye chute (hoy)
Ab to bann kay qayaamat
leti hun angadaai
Hoton me haye
Honthon mein aisi baat
main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to
duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein
pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat
main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to
duhaayi hai duhaayi