Gali gali main phirta hai
Tu kyun banke banjaara
Aa mere dil me bas jaa
Mere aashiq aawara
Ho gali gali main phirta hai
Tu kyun banke banjaara
Aa mere dil me bas jaa
Mere aashiq aawara
Aa mer dil me bas jaa
Mere aashiq aawara
Ho tera pyaar hai ek sone ka
Pinjra oh shehzaadi
Mujko apni jaan se pyaari
Hai apni aazaadi
Mujko apni jaan se pyaari
Hai apni aazaadi
Mauka hai deewane dil ka
Khaali daman bharle
Is duniya me jeena hai to
Pyaar kisi se karle
Tere dil ko ched raha hai
Mera pyaar akela
Mere dil me laga hua hai
Kayi ghamon ka mela
Ho gali gali main phirta hai
Tu kyun banke banjaara
Aa mere dil me bas jaa
Mere aashiq aawara
Ho tera pyaar hai ek sone ka
Pinjra oh shehzaadi
Mujko apni jaan se pyaari
Hai apni aazaadi
Meri tarah nahi hai koi
Is duniya me tera
Aaja ban jaa mera saathi
Haath pakad le mera
Mera rasta rok rahi hai
Tu kaisi deewani
Ek jagah me, kaise thehrun
Main dariya ka paani
Ho gali gali main phirta hai
Tu kyun banke banjara
Aa mere dil me bas jaa
Mere aashiq aawara
Ho tera pyaar hai ek sone ka
Pinjra oh shehzaadi
Mujko apni jaan se pyaari
Hai apni aazaadi
Aur kisi se main ye kehti
Wo kuch bhi kar jaata
Mere ek ishaare par bas
Wo hanske mar jaata
Na mai shayar na mai aashiq
Na koi deewana
Main tujpe nahi marnewala
Main hun bada sayaana
Ho gali gali main phirta hai
Tu kyun banke banjaara
Aa mere dil me bas jaa
Mere aashiq aawara
Aa mere dil me bas jaa
Mere aashiq aawara
Ho tera pyaar hai ek sone ka
Pinjra oh shehzaadi
Mujko apni jaan se pyaari
Hai apni aazaadi
Mujko apni jaan se pyaari
Hai apni aazaadi