Ye dil deewana hai
Dil to deewana hai
Deewana dil hai ye dil deewana
Aa haa haa
Aa haa haa
Ye dil deewana hai
Dil to deewana hai
Deewana dil hai ye dil deewana
Aa haa haa
Kaisaa bedardi hai....
Kaisaa bedardi hai
Is ki to marzi hai
Jab tak javaani hai
Ye rut suhaani hai
Nazrein judaa naa hon
Armaan khafa naa hon
Dilkash bahaaron mein
Chhupake chanaaron mein
Yuun hi sadaa ham tum
Baithe rahen gumasum
Wo bewafaa jo kahe
Hamako jana hai
Ye dil
Ye dil deewana hai
Dil to deewana hai
Deewana dil hai
Ye dil deewana,
Aa haa haa
Bechain rahataa hai...
Bechain rahataa hai
Chupke se kehta hai
Mujh ko dhadakne do
Shola bhadakne do
Kaanton mein kaliyon Mein
Saajan ki galiyon mein
Phe raa lagaane do
Chhodo bhi jaane do
Kho to na jaauungaa
Main laut aauungaa
Dekhaa sune samajhe
Achchhaa bahana hai
Ye dil
Ye dil deewana hai
Dil to deewana hai
Deewana dil hai ye
Dil deewana
Aa haa haa
Saavan ke aate hi..
Saavan ke aate hi
Baadal ke chhaate hi
Phoolon ke mausam mein
Phoolon ke mausam mein
Chalte hi puravaai
Milte hi tanhaai
Ulajhaa ke baaton mein
Kehata hai raaton mein
Yaadon mein kho jaauun
Jaldi se so jaauun
Kyon ke saanvariyaa ko
Sapno mein aanaa hai
Ye dil
ye dil
Ye dil deewana hai
Dil to deewana hai
Deewana dil hai ye
Ye Dil deewana
Aa haa haa
Hmm hmmm
Aa haa haa.