Humari tumhari mohabbat ka jalsa
Dekhega ek din sara zamana
Humari tumhari mohabbat ka jalsa
Dekhega ek din sara zamana
Yahin pyar ka ek mandir banega
Jahan pooja jayega tumhara deewana
Humari tumhari mohabbat ka jalsa
Dekhega ek din sara zamana
Humari tumhari mohabbat ka jalsa
Dekhega ek din sara zamana
Zameen choom loonga, qadam jab rakhoge
Khud ko fana karunga, janam jab bhi loge
Hawa mein baha karegi mohabbat humari
Waqt na mita sakega justuju tumhari
Mohabbat ke laye bujhne na paye
Aanchal mein apne isey tum apne chhupana
Yahin pyar ka ek mandir banega
Jahan pooja jayega tumhara deewana
Humari tumhari mohabbat ka jalsa
Dekhega ek din sara zamana
Humari tumhari mohabbat ka jalsa
Dekhega ek din sara zamana
Tumse hai zindagi, tumse hai khwahishein
Tere sang jeene ki ab hain guzarishein
Wafa ke minaro se tujhko bulayenge
Sharm ke dyaron ko hum tod aayenge
Pagal banaya tumne churakar ye dil ko
Mere humsafar, tum na aankhein churana
Yahin pyar ka ek mandir banega
Jahan pooja jayega tumhara deewana
Humari tumhari mohabbat ka jalsa
Dekhega ek din sara zamana
Humari tumhari mohabbat ka jalsa
Dekhega ek din sara zamana