Kisi ki aankhon ka
Kaajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka
Baadal ban jata hai
Kisi ke teeron ka
Ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai
Paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai
Jo pyaar karta hai
Paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka
Kaajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka
Baadal ban jata hai
Kisi ke teeron ka
Ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai
Paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai
Jo pyaar karta hai
Paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai
Pyaar mein jeena
Pyaar mein marna
Aaj hi kar lo jo hai karna
Der bahut ho jayegi warna
Aaj ka din jo guzar gaya to
Kal ban jata hai
Aaj ka din jo guzar gaya to
Kal ban jata hai
Jo pyaar karta hai
Paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai
Yadein umangein arman sapne
Sab ke yahan ghar apne apne
Yeh sach hai ye mana sab ne
Shaher ye dil ka ujde to
Jungle ban jata hai
Shaher ye dil ka ujde to
Jungle ban jata hai
Jo pyaar karta hai
Paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai
Hmmm hmmm
Dil deta hai jaan leta hai
Amrit mein vish bhar deta hai
Jeena mushkil kar deta hai
Pyaar kabhi har ek mushkil ka
Hal ban jata hai
Pyaar kabhi har ek mushkil ka
Hal ban jata hai
Jo pyaar karta hai
Paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka
Kaajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka
Baadal ban jata hai
Kisi ke teeron ka
Ghayal ban jata hai