Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gaya
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gaya
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Koi ek hazaro mein
Shayad hi khus hota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Ghar ghar mein ye maatam hain
Mera gham kitna kam hain
Iska hain rang roop yahin
Isko jeevan kahete hain
Kabhi hasi aa jati hain kabhi
Ye aanso kahete hain
Kabhi hasi aa jati hain kabhi
Ye aanso kahete hain
Dukh sukh ka ye sangam hain
Mera gham kitna ka
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gaya
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Sabke dil mein shole hai
sabki aankh mein pani hai
jisko dekho uske paas
ek dukh bhari kahani hai
jisko dekho uske paas
ek dukh bhari kahani hai
dukhiyara saara aalam hai
mera ghum kitna kam hai
Duniya mein kitna ghum hai
mera ghum kitna kam hai
logo ka ghum dekha to
main apna ghum bhul gaya