Aa aa aa aaa aa
Mujhe jine nahi deti hai yaad teri
Mujhe jine nahi deti hai yaad teri
Sunke aaja tu aaja aawaaz meri
Sunke aaja tu aaja aawaaz meri
Mujhe jine nahi deti hai yaad teri
Kya tujhko kabhi bhi meri
Yaad aati nahi hoo
Kya tujhko kabhi bhi meri
Yaad aati nahi
Jaise tadpati hai mujhko
Tujhko tadpati nahi
Tujhko tadpati nahi
Pal pal mujhe tadpati hai
Yaad teri
Sunke aaja tu aaja aawaaz meri
Mujhe jine nahi deti hai yaad teri
Aa aa aa aa aaa
Bewafa na too samjhna
Pyaar hai tujhi se mujhe hoo
Bewafa na too samjhna
Pyaar hai tujhi se mujhe hoo
Kismat mein jab milan na ho
Kaise mil paaun tujhe
Kaise mil paaun tujhe
Meri jaan jaise leti hai
Yaad teri
Tujh bin hai ye duniya viran meri
Mujhe jine nahi deti hai yaad teri
Main na tujhe bhula saka
Tune kaise bhula diya hoo
Main na tujhe bhula saka
Tune kaise bhula diya
Kahan hai teri aaj kasme
Wada kar ke dagha diya
Wada kar ke dagha diya
Mujhko dard bahot deti hai
Yaad teri
Sunke aaja tu aaja aawaaz meri
Mujhe jine nahi deti hai yaad teri
Sunke aaja tu aaja aawaaz meri
Mujhe jine nahi deti hai yaad teri