O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhundhti hai kafir ankhen kiska nishan
O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhundhti hain kafir aankhen kiska nishan
Mehfil mehfil,aye shamaa,firti ho kaha?
Mehfil mehfil,aye shamaa,firti ho kaha?
Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chhip gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon
Garm hain, tez hain, yeh nigahen meri
Kaam aajayengi sard aahen meri
Hey Tum kisi raah mein to milo ge kahin
Arrey, ishq hoon, mein kaheen,
theharta hi nahi
Mein bhi hoon galiyo ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jata hain
Mera bhi jaadoo jawaan
O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhundhti hai kafir ankhen kiska nishan
Mehfil mehfil,aye shamaa,firti ho kaha?
Mehfil mehfil,aye shamaa,firti ho kaha?
Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chhip gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon
Chhip rahen, hain yeh kya
dhang hain aapka
Aaj to kuch naya rang hain aapka
Haai Aaj ki raat me kya se kya ho gayi
Aha Aapki saadgi to balaa ho gayi
Mein bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hain
Mera bhi jaadoo jawaan
O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhundhti hai kafir ankhen kiska nishan
Mehfil mehfil,aye shamaa,firti ho kaha?
Mehfil mehfil,aye shamaa,firti ho kaha?
Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chhip gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon
Thehariye to sahi, kahiye kya naam hain
Meri badnamiyo ka wafaa naam hain
Ahan Katal karke chalein,
yeh wafaa khoob hain
Haai naadan teri, yeh adaa khoob hain
Mein bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hain
Mera bhi jaadoo jawaan
O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhundhti hai kafir ankhen kiska nishan
Mehfil mehfil,aye shamaa,firti ho kaha?
Mehfil mehfil,aye shamaa,firti ho kaha?
Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chhip gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon