menu-iconlogo
logo

Tujhe Jeevan Ki Dor

logo
Тексты
Tujhe jeevan ki dor se

Bandh liya hai bandh liya hai

Tere zulm o sitam

Sar aankhon par

Maine badle mein pyaar ke

Pyaar diya hai pyaar diya hai

Teri khushiyan aur gham

Sar aankhon par

Tujhe jeevan ki dor se

Bandh liya hai bandh liya hai

Tere zulm o sitam

Sar aankhon par

Apsara koi aaye to dekhoon nahin

Koi behkaaye hans ke to behkoon nahin

Apsara koi aaye to dekhoon nahin

Ho koi behkaaye hans ke to behkoon nahin

Tore matware naino ne jaadu kiya

Ho tore matware naino ne jaadu kiya

Teri ulfat sanam

Sar aankhon par

Maine badle mein pyaar ke

Pyaar diya hai pyaar diya hai

Teri khushiyan aur gham

Sar aankhon par

Mere jeevan ki an mit kahani hai tu

Meri taqdeer aur zindgani hai tu

Mere jeevan ki an mit kahani hai tu

Meri taqdeer aur zindgani hai tu

Liye phirte hain sabse chhupaye huye

Liye phirte hain sabse chhupaye huye

Teri tasveer hum

Sar aankhon par

Tujhe jeevan ki dor se

Bandh liya hai bandh liya hai

Tere zulm o sitam

Sar aankhon par

Maine badle mein pyaar ke

Pyaar diya hai pyaar diya hai

Teri khushiyan aur gham

Sar aankhon par

Tujhe jeevan ki dor se

Bandh liya hai bandh liya hai

Tere zulm o sitam

Sar aankhon par