menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kya Pata

Osho Jainhuatong
rlhulbert145huatong
Тексты
Записи
Mai jab bhi rota hun

Mujhe vo bohot yaad aata hai

Jaise mujhe vo manata tha

Ab koi bhi na manata hai

Khud ko jab mai khota hun

Mujhe vo bohot yaad aata hai

Jaise mujhe vo samjhata tha

Ab koi bhi na samjhata hai

Kya vo bhi mujhe yaad karta hai

Kya vo bhi akele me darta hai

Kya vo bhi har din thoda marta hai

Kya pata

Kya pata

Mai jab bhi nayi raah chunta hu

Mujhe vo bohot yaad aata hai

Mai jab bhi naye khwaab bunta hun

Mujhe vo bohot yaad aata hai

Jaise vo saath nibhata tha

Ab koi bhi na nibhata hai

Jaise vo saath me chalta tha

Ab koi bhi na chal pata hai

Kya vo bhi mujhe yaad karta hai

Kya vo bhi akele me darta hai

Kya vo bhi har din thoda marta hai

Kya pata

Kya pata

Kya pata

Kya pata

Еще от Osho Jain

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться