Agar jaga mujhe, gar sula mujhe,
Agar hasa mujhe, gar rula mujhe,
Agar mita bhi tu ai khuda mujhe
To uske hi ishq me
Agar wafa mile, Agar daga mile
Agar jafa mile, Agar saza mile
Agar utha bhi tu ai khuda mujhe
To uske hi ishq me
Khuda tujhse dua hai ye
Meri qismat, tu likh aise
Mai jee jaaun wo jab chaahe,
Mai mar jaaun wo jab kah de
Khuda tujhse dua hai ye
Meri qismat, tu likh aise
Mai jee jaaun wo jab chaahe,
Mai mar jaaun wo jab kah de
Naa hi seene me saansen
Naa mai saason se zinda.
Dekh kar bas usse mai
jee rahaa.
Naa hi duniya se nisbat,
Na hi mutlub ki duniya
Rahta hai wo yahan to.
maiyahan
Wo hi zariyaa hai
Mere hasne rone ka,
Mere paane khone ka,
Wo hi pataa
Ye karam hi hai,
Usko jo banaya hai,
Mera sarmaayahai,
Wo ai khuda!
Khuda tujhse dua hai ye
Meri qismat, tu likh aaise
Mai jee jaaun wo jab chaahe,
Mai mar jaaun wo jab kah de
Khuda tujhse dua hai ye
Meri qismat, tu likh aise
Mai jee jaaun wo jab chaahe,
Mai mar jaaun wo jab kah de
Khush-qismat kahan tha,
Tune uska bana ke,
Qismati me shaamil
kar diya
Khud se mutlab kahan tha,
Uski aadat laga ke,
Tune jeene ke kaabil
kar diya
Wo hi saahil hai,
Zindagi ki kashti ka,
Mere dil ki basti ka
Hai rahnuma
Wo rahem hiha
Mere in zakhmon pe
Mere in ashkon pe
Wo hi dava.
Khuda tujhse dua hai ye
Meri qismat, tu likh aaise
Mai jee jaaun wo jab chahe
Mai mar jaaun wo jab kah de
Khuda tujhse dua hai ye
Meri qismat, tu likh aise
Mai jee jaaun wo jab chaahe,
Mai mar jaaun wo jab kah de
Khuda tujhse dua hai ye
Meri qismat, tu likh aise
Mai jee jaaun wo jab chaahe,
Mai mar jaaun wo jab kah de
Khuda tujhse dua hai ye
Meri qismat, tu likh aise
Mai jee jaaun wo jab chaahe,
Mai mar jaaun wo jab kah de