Movie: JANNAT (2008)
Singer(s): K.K
Ohhh weeee aaahhhh
Jo kwaabo khayalon mein socha nahin tha
Tu ne mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
HaannJo kwaabo khayalon mein socha nahin tha
Tu ne mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Mere kwaabo mein tu yaadon mein tu
Iradon mein tu hai
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Mere kwaabo mein tu yaadon mein tu
Iradon mein tu hai
Iradon mein tu hai
And i say
Koi bhi aaisa lamha nahin hai
Jisme mere tu hota nahin hai
Mein so bhi jaao raathon mein lekin
Tu hai ki mujhmein sotha nahin hai
Tu hai ki mujhmein sotha nahin
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Mere kwaabo mein tu yaadon mein tu
Iradon mein tu hai
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Mere kwaabo mein tu yaadon mein tu
Iradon mein tu hai
Iradon mein tu hai
Yeehh
Ohh
Hai teri innayat tujhse mili hai
Honto pe mere hasi jo khili hai
Use mera chehra chupa bhi na paye
Tujhe paake hasil huye jo khushi hai
Tujhe paake hasil huye jo khushi
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Mere kwaabo mein tu yaadon mein tu
Iradon mein tu hai
Jo kwaabo khayalon mein socha nahin tha
Tu ne mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Mere kwaabo mein tu yaadon mein tu
Iradon mein tu hai
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Mere kwaabo mein tu yaadon mein tu
Iradon mein tu hai
Iradon mein tu hai