Nadiya na piye kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Nadiya na piye kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Apne tan ka man ka dhan ka
Dujo ko de jo dan re
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re
Nadiya na piya kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Agar kisi ka ang jale
Or dunia ko mithi suhas de
Agar kisi ka ang jale
Or dunia ko mithi suhas de
Deepak ka jalta jeewan hai
Par dujo ko apna parkash de
Dujo ko apna parkash de
Dharam hai jiska bhagwat geeta
Dharam hai jiska bhagwat geeta
Sewa hi ved puran hai
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re
Nadiya na piya kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Acchi karne karle re bhaiya
Karam na kariyo kala re
Acchi karne karle re bhaiya
Karam na kariyo kala re
Kai ankh se dekh raha hai
Tuje dekhne wala re
Tuje dekhne wala re
Acchi karne kare sasurjan
Acchi karne kare sasurjan
Paye jagome maan re
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re o
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re
Nadiya na piya kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Chahe koi gungan kare
Chahe kare ninda koi
Chahe koi gungan kare
Chahe kare ninda koi
Phulo se chahe satkar kare
Ya kate chubho dhale koi
Kate chubho dhale koi
Man aur apman sada hi
Man aur apman sada hi
Jiske liye yeh saman re
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re o
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re
Nadiya na piya kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Nadiya na piya kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Apne tan ka man ka dhan ka
Dujo ko de jo dan re
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re o
Wo sacha insan re
Is dharti ka bhagwan re
Nadiya na piye kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Nadiya na piya kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Nadiya na piya kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal
Nadiya na piye kabhi apna jal
Briksh na khaye kabhi apne fal