menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar

Qari Waheed Zafar Qasmihuatong
onespearshuatong
Тексты
Записи

...

Faslon ko takalluf hai hum se agar,

hum bhi bebas nahin besahara nahi.

Khud unhi ko pukarengey hum door say

Raaste mein agar paon thak jayengay...

Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,

Aur galiyon mein kus dun batak jayengey.

Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.

Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey...

Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,

Bandagi ka kareena badal jaye ga.

Sar jhukane ki fursat milay gi kisey,

Khud hi palkon sy sajdey tapak jayengey.

Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,

Zikr unka jahan bhi kiya jayega.

Noor hi noor seeno mein bhar jayega,

Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.

Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi,

Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi,

Еще от Qari Waheed Zafar Qasmi

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar от Qari Waheed Zafar Qasmi - Тексты & Каверы