Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Teer aisa laga dard aisa jagaa
Teer aisa laga dard aisa jagaa
Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!
Mere rashke qamar…
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aagaya
Josh hi josh mein meri aagosh mein
Aake tu jo samaaai mazaa aa gaya
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai mazaa aagaya
Jab nazar se milaai mazaa aagaya