Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar jo tumse karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar jo tumse karta hai
Par saamne jab tum aate ho 2
Kuch bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan saajan mere saajan
Kitna isko samjhata hoon
Kitna isko behlata hoon
Naadan hai kuch na samajhta hai
Din raat yeh aanhein bharta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar jo tumse karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar jo tumse karta hai
Par saamne jab tum aate ho 2
Kuch bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan saajan mere saajan