menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Nazare Ladgaiya

Ram Shankarhuatong
misswarbuckshuatong
Тексты
Записи
Nazre lad gaiya lut gayi main saiya

Nazre lad gaiya lut gayi main saiya

Ab jo ho hona

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Ho rama ho rama

Nazre lad gaiya lut gayi main saiya

Ab jo ho hona

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi

Zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi

Dil nahi udaya dil dil se lagaya dil

Dil ki lagi nahi dillagi

Khush gaye natkhat dil kare dhak dhak

Milega tu kab tak ja meri

Ho zindagi teri ho gayi ho gayi teri zindagi

Dil nahi udaya dil dil se lagaya dil

Dil ki lagi nahi dillagi

Khush gaye natkhat dil kare dhak dhak

Milega tu kab tak ja meri

Jag chhute rab ruthe jag chhute rab ruthe

Mujhko kya karna

Oye oye oye oye oye

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Ho rama ho rama

Nazre lad gaiya lut gayi main saiya

Ab jo ho hona

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Main fida sone yaar pe yaar pe main fida

Main fida sone yaar pe yaar pe main fida

Chunari rangaungi main bindiya sajaungi main

Mehandi rachau tere nam ki

Pyar ke na kaam aaye yaar ke na kaam aaye

Phir ye jawani kis kaam ki

O main fida sone yaar pe yaar pe main fida

Chunari rangaungi main bindiya sajaungi main

Mehandi rachau tere nam ki

Pyar ke na kaam aaye yaar ke na kaam aaye

Phir ye jawani kis kaam ki

Galiyo me raaho me galiyo me raaho me

Charcha ye hona haaye

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Nazre lad gaiya lut gayi main saiya

Ab jo ho hona

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Ho rama ho rama ho rama ho rama

Main yaar yaar kahna main baar baar kahna

Main saath saath rahna piya

Еще от Ram Shankar

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться