Banhon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain

Jane kya bole man dole sun ke badan
Dhadakan banee zubaan

Banhon ke darmiyaan...
Khulte band hote labon kii ye ankahi
Haan , khulte, band hote labon kee ye ankahee
Mujse kah rahee hai ki badhane de bekudi
Mil yoon ki daud jaaen nas-nas mein bijliyaan
Banhon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jane kya bole man dole sun ke badan
Dhadakan banee zubaan
Aasamaan ko bhee ye haseen raaj hai pasand

Uljhi-uljhi saanson kee awaz hai pasand
Moti lutaa rahee hain saavan kee badaliyaan