Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
Tum jo aaye ho meri duniya mein
Ab kisi ka bhi intzaar nahi
Chand taro ki suhani rate
Kaisi bhulungi wo mulakate
Kitni dilkash hai kitni pyari hai
Yaad aati hai tumhari bate
Mai bhi sapne sajaye baithi hu
Ye na kahna ke bekarar nahi
Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
Tum jo aaye ho meri duniya mein
Ab kisi ka bhi intzar nahi
Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
Ye na socho ki mujhko pyar nahi