Welcome to Rehoboth
Parise the lord
Karta hun main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai
Karta hun main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Team Name : Light Of The World
Worship Time: 9:00 PM to 11:00 PM
ID: 174647
1. Meri mahima tu dekhega
Khudko mere haathon mein dede
Meri mahima tu dekhega
Khudko mere haathon mein dede
Meri shakti mein tujhko deta hun
Chalaunga har din meri krupa mein
Meri shakti mein tujhko deta hun
Chalaunga har din meri krupa mein
Karta hun main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Team Name: Rehoboth
Worship Timing 5.00 PM - 7.00 PM
ID: 185802
2. Sabhi tujhko bhoolenge tho bhi
Kya mein tujhko bhoolunga kabhi
Sabhi tujhko bhoolenge tho bhi
Kya mein tujhko bhoolunga kabhi
Apne haathon mein tujhe uthaakar
Chalaunga har din issi jahaan mein
Apne haathon mein tujhe uthaakar
Chalaunga har din issi jahaan mein
Karta hun main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Team Name : Shalom
Worship Time 7.00 PM - 8.00 PM
ID : 326025
3. Abraham ka mein parmeshwar hun
Adbhut kaarya kyu na karoonga
Abraham ka mein parmeshwar hun
Adbhut kaarya kyu na karoonga
Laal sagar mein rasta diya
Aaj bhi mein karne ke yogya hun
Laal sagar mein rasta diya
Aaj bhi mein karne ke yogya hun
Karta hun main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
God bless you