menu-iconlogo
logo

Manzuri

logo
Тексты
(Instrumental)

Hum dono milte milte reh gaye

Kaisi hai yeh paheli?

Hum dono chalte chalte tham gaye

Thi kiski naa manzuri?

Par yeh zaahir hai

Dil musaafir hai

Tum pe hi rukna

Humko aakhir mein

Ab yeh zaahir hai

Dil musaafir hai

Tay kar lega yeh doori

Gar hogi dil ko teri manzuri

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi keh bhi dein

Hum dono ek duje mein ghul rahe

Dil ko hai yeh tasalli

Hum dono chalte chalte tham gaye

Tham na bhi tha zaroori

Aa gaye

Saamne hum tum

Faasle

Ho gaye saare gum

Keh bhi dein

Aaj tumse hum

Aa tay kar lein yeh doori

Gar hogi tere dil ko manzuri

Par yeh zaahir hai

Dil musaafir hai

Tum pe hi rukna

Humko aakhir mein

Ab yeh zaahir hai

Dil musaafir hai

Tay kar lega yeh doori

Par yeh zaahir hai (Tumse hi keh bhi dein)

Dil musaafir hai (Tumse hi keh bhi dein)

Tum pe hi rukna (Tumse hi keh bhi dein)

Humko aakhir mein (Tumse hi keh bhi dein)

Ab yeh zaahir hai (Tumse hi keh bhi dein)

Dil musaafir hai (Tumse hi keh bhi dein)

Tay kar lega yeh doori (Tumse hi)

Gar hogi dil ko teri manzuri

Manzuri

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi keh bhi dein

Tumse hi