mei bhi kharidar hun,
mei bhi khareedun ga
pyar kahan bikta hai
pataa bataa do-o-o
pyaar kahan bikta hai,
pata-a bata-a do-o-o
mei bhi kharidar hun,
mei bhi khareedun ga,
pyar kahan bikta hai,
pata bata do , ho ho
pya-ar kahan bikta hai
pata-a bata do
music
zara zara halki halki
koi kami hai
kabhi koi paas hai mere
kabhi nahi hai,
zara zara halki halki
koi kami hai
kabhi koi paas hai mere
kabhi nahi hai, kabhi nahi hai
kahan kahan raat din,
galiyon mei dhoondha hai
yar jahan milta hai
jaga bata do-o--o-
pyar kahan bikta hai
pata bata do
jala hua dil hai mera
bujha hua hai
dhuwan dhuwan ban kay rehna
meri saza hai-i-i
jala hua dil hai mera
bujha hua hai-i-i
dhuwan dhuwan ban kay rehna
meri saza hai-i-i
meri saza-a hai
mei wo deewar hun
jispe mohabbat ka
phool nahi khilta hai
mujhe gira do
pyar kahan bikta hai
pata bata do
mei bhi kharidar hun
mei bhi kharedun ga
pyar kahan bikta hai
pata bata do
pyar kahan bikta hai
pata bata do
FINISHED