Kuch dino se zindagi
Kyu mujhe pehchanti nahi
Kuch dino se zindagi
Kyu mujhe pehchanti nahi
Dekhti hai yu mujhe
Ye mujhe jaise jaanti nahi
Kuch dino se zindagi
Kyu mujhe pehchanti nahi
Agar hasta hai jo mujhpar
Toh hasta rahe ye jamana
Agar hasta hai jo mujhpar
Toh hasta rahe ye jamana
Aisi bewakoofiyon ka
Mein kabhi bura maanti nahi
Kuch dino se zindagi
Kyu mujhe pehchanti nahi
Kuch dino se zindagi
Kyu mujhe pehchanti nahi
Bewafa wo rah mein
Jo takra gaya fir kahi
Bewafa wo rah mein
Jo takra gaya fir kahi
Usko saaf keh dungi
Mein tumhe pehchanti nahi
Kuch dino se zindagi
Kyu mujhe pehchanti nahi
Kuch dino se zindagi
Kyu mujhe pehchanti nahi
Dekhti hai yu mujhe
Ye mujhe jaise jaanti nahi
Kuch dino se zindagi
Kyu mujhe pehchanti nahi