Movie : Qatilon Ke Qatil (1981)
Music : Kalyanji Anandji
Rafi: meri chorni O meri morni
ho main toh ho chuka tumhara
meri chorni O meri morni
ho main toh ho chuka tumhara
hota hai pyaar bas ek baar
hota nahi dubaara
hogaya pyaar pyaar pyaar
tum se pyaar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tum se pyaar
Lata: ghadi do ghadi ki hai ye dillagi
ho mujhe doge kya saharaa
guzaregi raat bhuloge baat
kar loge phir kinaara
karun mai pyaar pyaar pyaar
kaise pyaar
karun mai pyaar pyaar pyaar
kaise pyaar
Music.....
Rafi: zindagi mein achchhi achchhi
soorten dekhi magar
zindagi mein achchhi achchhi
soorten dekhi magar
laut kar waapas na aayi
jab padi tum par nazar
Lata: main na maanun
Rafi: aazma lo
Lata: gir padoge
Rafi: tum sambhalo
deewana dil de baitha hai
maanega na haar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tum se pyaar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tum se pyaar
Lata: ghadi do ghadi ki hai ye dillagi
ho mujhe doge kya saharaaa
guzaregi raat bhuloge baat
kar loge phir kinara
karun mai pyaar pyaar pyaar
kaise pyaar
karun mai pyaar pyaar pyaar
kaise pyaar
Music....
Lyrics: Rajinder Kishan
Lata: do mulakaton mein tum ko
pyaar kaise ho gaya
arrey do mulakaton mein tum ko
pyaar kaise ho gaya
Rafi: dil toh khone ke liye hai
kho gaya so kho gaya
Lata: deewane ho
Rafi: hoon deewaana
Lata: jal jaaoge
Rafi: hoon parwaana
Lata: dekho yun badnaam karo na
parwaane kaa pyaar
karun mai pyaar pyaar pyaar
kaise pyaar
karun mai pyaar pyaar pyaar
kaise pyaar
Rafi: meri chorni O meri morni
ho main toh ho chuka tumharaa
hota hai pyaar bas ek baar
hota nahi dobaara
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
Music....
Rafi: O meri chorni O meri morni
ho main toh ho chuka tumharaa
Lata:hota hai pyaar bas ek baar
hota nahi dobaara
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
Music.....
Rafi: Ab kaho tum umrr bhar ke
Humsafar ho ke nahin
Ab kaho tum umrr bhar ke
Humsafar ho ke nahin
Kya na kya jane nazar
jane jigar ho ke nahin
Lata: Haan main haari
Rafi: Fir se bolo
Lata: Hoon Tumhari
Rafi: Phir se bolo
Lata: dhool tumhari kadmon ki
Ab mathe ka sringar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
Meri zindagi O meri bandagi
O Meri premi ne pukara
Hota hai pyar bas ek baar
hota nahin dobara
Rafi: hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar
hogaya pyaar pyaar pyaar
tumse pyaar