Sochta mein tanha
Ki mein tab kya karta
Hoti tu agar yahi
Aur mein bhi yaha
Waqt hai sahi tu thaamle
Darr hai na koi baahon mein le
Rok na mujhe
Mein toh kho gaya
Teri nasheeli baaton mein
Manmarzi jo bhi teri
Aaj hogi saari poori
Tu hai bheegi raat sa
Aur mein akela taara koi
Ab yeh khwaab na
Kya tu sach mein aagaya
Thoda sa waqt maang la
Mein zara sa ghabra gaya
Doob jaaun mein iss shaam mein
Teri aankhon mein teri yaadon mein
Rok na mujhe mein toh kho gaya
Teri nasheeli baaton mein
Udd ke baadalon ke beech
Bhool jaaye saari zameen
Hai saamne tu khadi
Fir kaisi kami
Manmarzi jo bhi teri
Aaj hogi saari poori
Tu hai bheegi raat sa
Aur mein taara koi
Manmarzi jo bhi teri