Jisne is duniya mein aakar dil naa diya aur dil naa liya
Jeene ko sau saal jiya par ham to kahenge khaak jiya
[O dilwaalo o dilwaalo dil ka lagana achha hai
Par kabhi kabhi
Dil mein kisi ka pyar basana acha hai
Par kabhi kabhi] (x2)
lyrics.javatpoint icon image Lyricsia
O Dilwaalo Dil Ka Lagana Lyrics
Patanga
O Dilwaalo Dil Ka Lagana
Duniya mein jo pyaar naa hota tum hi kaho kya hota
Koi naa thandi aahein bharta naa dard ke maare rota] (x2)
Hasnewalo hasnewalo aankh bachana acha hai
Par kabhi kabhi
O dilwalo dil ka lagana acha hai
Par kabhi kabhi
[Shama naa ho to parwaane ko kaun gale se lagaye
Shama naa ho to parwaana kyon apne aap jal jaaye] (x2)
Kisi ki khaatir kisi ki khaatir jaan jalana achha hai par kabhi kabhi
Kisi ki khaatir jaan jalana acha hai par kabhi kabhi
[O dilwaalo dil ka lagana achha hai par kabhi] (x2)
Dil mein kisi ka pyar basana achha hai par