Ujade se lamhon ko aas teri zakhmi dilon ko
Hai pyaas teri har dhadkan
Ko talash teri tera milta nahi hai pata khali
Aankhein khud se sawaal
Karein aman ki cheekh behaal karein
Behta lahu fariyaad
Karein tera mitta chala hai nishaan
Rooh jam si gayi waqt tham sa gaya
Toote khaabon ke manzar pe tera jahan chal diya
Noor e khuda noor e khuda
Tu kahan chhupa hai hamein yeh bata noor e khuda noor
E khuda yun na
Hamse nazrein phira noor e khuda noor e khuda
Noor e khuda aaj kal tu
Kahan hai yeh bata noor e khuda
Noor e khuda aaj kal tu kahan hai yeh bata
Noor e khuda noor
E khuda aaj kal tu kahan hai yeh bata noor
E khuda noor e khuda aaj kal tu kahan hai yeh bata
Noor e khuda noor e khuda kya hai sach hai
Hai din hai hamse khafa noor e khuda