menu-iconlogo
logo

Mitwa

logo
Тексты
Love will find a way

Jaaniye.. heeriye..

Love will find a way

Jaaniye heeriye...

Mere man yeh bata de tu

Kis or chala hai tu

Kya paya nahi tune

Kya dhoond raha hai tu

Jo hai ankahee

Jo hai ansuni

Woh baat kya hai bata

Mitwa..

Kahe dhadkan hai tujhse pyar

Mitwa..

Yeh khudse toh na tu chhupa

Love will find a way

Jaaniye.. heeriye..

Hoooo...

Mere man yeh bata de tu

Kis or chala hai tu

Kya paya nahi tune

Kya dhoond raha hai tu

Jo hai ankahee

Jo hai ansuni

Woh baat kya hai bata

Mitwa..

Kahe dhadkan hai tujhse pyar

Mitwa..

Yeh khudse toh na tu chhupa

Gamapa nire nisa

Gamapa dhasa dhani

Nidha

Dhapa

Padhapa....

Gamapa nire nisa

Nisa nisa nisa

Gamapa dhasa dhani

Nidhani dhani dhani

Dha pa padha padha padha

Gama padha nire nidhasa

Mitwa......aalap

Jeevan dagar mein..

Prem nagar mein..

Jeevan dagar mein

Prem nagar mein

Aaya nazar mein

Jab se koi hain

Tu sochta hain

Tu puchata.. hain

Jiski kami thi

Kya yeh wohi hain

Haan yeh wohi hain

Haan yeh wohi hain..

Tu ek pyasa

Aur yeh nadi hain

Kaahe nahi, isko tu, khulke bataye

Jo hai ankahee

Jo hai ansuni

Woh baat kya hai bata

Mitwa..

Kahe dhadkan hai tujhse pyar

Mitwa..

Yeh khudse toh na tu chhupa

O.. teri nigaahen

Pa gayi rahe

Par tu yeh soche..

Jaaun na jaaun

Yeh zindagi jo

Hai naachti toh

Kyon bediyon mein

Hai tere paanv

Preet ki dhun par naach le paagal

Udta agar hai

Udne de aanchal

Kaahe nahi, isko tu, khulke bataye

Jo hai ankahee

Jo hai ansuni

Woh baat kya hai bata

Mitwa..

Kahe dhadkan hai tujhse pyar

Mitwa..

Yeh khudse toh na tu chhupa

Mere man yeh bata de tu

Kis or chala hai tu

Kya paya nahi tune

Kya dhoond raha hai tu

Love will find a way

Love will

Jaaniye..everywhere

Heeriye..everywhere

Love will find a way

Mitwa..

Mitwa..

Mitwa..

Love will find a way

Mitwa от Shankar Mahadevan/Caralisa Monteiro/Shafqat Amanat Ali - Тексты & Каверы