Yeh parda hata do
Zara mukhda dikha do
Yeh parda hata do
Zara mukhda dikha do
Hum pyaar karne waale Hai koi gair nahin
Arre hum tum pe marne Waale hai koi gair nahin
O majnu ke nana
Mere peechhe na aana
Jaa pyaar karne waale Teri khair nahin
Arre o hum pe marne Waale teri khair nahin
Sukhar karo ke pade nahin Hai mere maa ke dande
Ek haath mein ho jaate Armaan tumhaare thande

Maa ko bhi samjha Do bas itna bata do
Hum pyaar karne Waale hai koi gair nahin
Arre hum tum pe marne Waale hai koi gair nahin
O majnu ke nana
Mere peechhe na aana
Jaa pyaar karne waale Teri khair nahin
Arre o hum pe marne Waale teri khair nahin
Yeh parda hata do
Jahan mile do jawaan Nazar
Hoti taqraar wahi hai
Dilbar rakhkar haath yeh Keh do
Humse pyaar nahin hai
Jahan mile do jawaan Nazar
Hoti taqraar wahi hai
Dilbar rakhkar haath yeh Keh do
Humse pyaar nahin hai
Dil ki baatein dilwaale Nazron se hi pehchaante

Lekin kuch aise hai anari
Jo yeh bhi na jaante
Yeh pehle bataate
Baarat leke aate