Yeh raatein yeh mausam nadi ka kinara
Yeh chanchal hawa
Yeh raatein yeh mausam nadi ka kinara
Yeh chanchal hawa
Kaha do dilon ne, ki milkar kabhi
Hum na honge judaa
Yeh raatein yeh mausam nadi ka kinara
Yeh chanchal hawa
Yeh kya baat hai aaj ki chandani mein
Yeh kya baat hai aaj ki chandani mein
Ke hum kho gaye pyar ki ragni mein
Yeh baahon mein baahein, yeh nahii
Nigahein
Lo aane laga zindagi ka maza
Yeh raatein yeh mausam nadi ka kinara
Yeh chanchal hawa
Kaha do dilon ne, ki milkar kabhi
Hum na honge judaa
Yeh raatein yeh mausam nadi ka kinara
Yeh chanchal hawa