menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Khamoshiyon Ke Parde

Shubham Kabra/Akanksha Bhandarihuatong
magosi5huatong
Тексты
Записи
Chehre pe ruki, muskuraahaton ki

Wajah huyi,

Yeh baatein,

Ab jis din woh mile, nazron se kahin

Shuru huyi,

Mulakatein,

Ab jaane kya yeh keh rahi kyun

Main jaanu na

Khaamoshiyon ke pardon ko

Kyun pehchanu na

Ab jaane kya yeh keh rahi kyun

Main jaanu na

Khaamoshiyon ke pardon ko

Kyun pehchanu na

Kaisi hai kami

Kone mein chupi

Dekhti rahi

Tu nazron se kahin

Kya hai yeh bata

Mann mein na chupa

Kaise samjhu

Naarazgi teri?

Yeh teri ajnabee se aankhein bole khud hi padh le

Kitne raaz hai yeh aankhon mein jo maine hai padhe

Ab jaane kya yeh keh rahi kyun

Main jaanu na

Khaamoshiyon ke pardon ko

Kyun pehchanu na

Ab jaane kya yeh keh rahi kyun

Main jaanu na

Khaamoshiyon ke pardon ko

Kyun pehchanu na

Еще от Shubham Kabra/Akanksha Bhandari

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться