menu-iconlogo
logo

Beete Nahi

logo
Тексты
Gin gin ke

Din din ke

Sab tinke

Toote taare saare haare haare

Ho jaate hain

Kho jaate hain

Yahin kahin

Kabhi bhi

Gin gin ke

Din din ke

Sab tinke

Toote taare saare haare haare

Ho jaate hain

Kho jaate hain

Yahin kahin

Kabhi bhi

Beete nahi

Beete nahi

Beete na raat

Beete na ye subah kahin

Abhi abhi the jo yahin

Beete nahi

Beete nahi

Beete na khwaab

Soye hain toh jaagein na kabhi

Nahin nahin kabhi nahin

Roz bazaar lagaaye duniya

Daam lagaaye din ka

Aaj bachaa lein lamho ka tinka

Yahin

Thamein abhi yahin

Gin gin ke

Din din ke

Sab tinke

Toote taare saare haare haare

Ho jaate hain

Kho jaate hain

Yahin kahin

Kabhi bhi

Gin gin ke

Din din ke

Sab tinke

Toote taare saare haare haare

Ho jaate hain

Kho jaate hain

Yahin kahin

Kabhi bhi

Yun na jaane kal kab ho

Ya na ab ho

Jaadui se is pal ka

Kya jaane koi matlab ho

Maang ke laayein ghadiyon se ghadiyaan

Baandh lein saari ghadiyon ki ladiyaan

Khwaabi khwaabi aadhi aadhi baaki hai jo

Beete nahi

Roz bazaar lagaaye duniya

Daam lagaaye din ka

Aaj bachaa lein lamho ka tinka

Yahin

Thamein abhi yahin

Gin gin ke

Din din ke

Sab tinke

Toote taare saare haare haare

Ho jaate hain

Kho jaate hain

Yahin kahin

Kabhi bhi

Gin gin ke

Din din ke

Sab tinke

Toote taare saare haare haare

Ho jaate hain

Kho jaate hain

Yahin kahin

Kabhi bhi