menu-iconlogo
logo

Kise Pata (feat. Rev Shergill & Alok Ranja Srivastava)

logo
Тексты
Kya jaane kya kya yeh sochta hai

Kya jaane kaisa yeh raasta hai

Kya jane kin khelo mein laga hai

Kya jaane kya kya yeh sochta hai

Kise pata

Khuda ki kya razaa

Kise pata

Khuda ki kya razaa

Kise pata

Baitha hua atkalien tu laga le

Ya chhod de qismaton ka hawaale

Woh ek harqat jo karega

Tod dega woh saare bharam

Na hai udhaari

Na bakaaya

Na ginega woh tere karam

Baitha hua atkalien tu laga le

Ya chhod de qismaton ka hawaale

Woh ek harqat jo karega

Tod dega woh saare bharam

Na hai udhaari

Na bakaaya

Na ginega woh tere karam

Kaisa yeh tamashaa hai

Banaata hai

Mitaata hai

Kya khel hai

Kya hai khuda kya pata

Woh ek harqat jo karega

Tod dega woh saare bharam

Na hai udhaari

Na bakaaya

Na ginega woh tere karam

Falsafaa hai kya

Hai kis tarah

Kahaani yeh hogi khatam

Kise pata

Khuda ki kya razaa

Kise pata

Khuda ki kya razaa

Kise pata

Kya jaane kya kya yeh sochta hai

Kya jaane kaisa yeh raasta hai

Kya jane kin khelo mein laga hai

Kise pata