Song : Tumhe Aapna Banane Ki
Movie: Sadak
Music: Nadeem Sharvan
Lyrics: Sameer
Singers: Kumar Sanu Anuradha Paudwal
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
Teri aankhon mein chaahat hi nazar
Aayi hai, aayi hai
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
music
Mohabbat kya hai main sab ko bata doongi
Mohabbat kya hai main sab ko bata doongi
Zamaane ko tere aage jhuka doongi
Teri ulfat meri jaana voh rang
Laayi hai, laayi hai
Teri ulfat meri jaana voh rang
Laayi hai, laayi hai
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
music
Tere honton se main shabnam churaaoonga
Tere honton se main shabnam churaaoonga
Tere aanchal tale jeevan bitaaoonga
Meri nas nas mein tu banke lahoon
Samaayi hai, samaayi hai
Meri nas nas mein tu banke lahoon
Samaayi hai, samaayi hai
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
Teri aankhon mein chaahat hi nazar
Aayi hai, aayi hai
music
teri baaho me hai dono jaha mere
teri baaho me hai dono jaha mere
main kuchh bhi to nahi dilbar siva tere
tujhe paake jamane ki
khushi payi hai, payi hai
tujhe paake jamane ki
khushi payi hai, payi hai
tumhe apna banane ki kasam
khayi hai, khayi hai
teri aankho me chahat hi
nazar aayi hai, aayi hai
tumhe apna banane ki kasam
khayi hai, khayi hai
Thank you