Meri nazron ko tuney sapna dikhaaya
Jagaaya mujhe raaton mein
Dabi dabi sanson mein khushboo le aayaa
Kabhi jo naa thi raahoon mein
Aisa mera dil kabhi naa tha
Jaisaa ye ho gaya karaamaat teri hai ye
Bas ek baar tumko dekhne ko tarasun
Maanon naa kahana mera
Main to bas ek baar tumko dekhne ko tarasun
Kehta hai dil ye mera
Aathe aathe tum le aanaa
Bemausam kee kuch baarishein yahaan
Aadhe aadhe bhiige donon
Hon phir apni kuch khwahishen reeha
Aisa mera dil kabhi naa tha
Hairaan bewajah saugat teri hai ye
Bas ek baar tumko dekhne ko tarasun
Maanon naa kahana mera
Main to bas ek baar tumko dekhne ko tarasun
Kehta hai dil ye mera
Haan bas ek baar tumko dekhne ko tarasun
Maanon naa kahana mera
Main to bas ek baar tumko dekhne ko tarasun
Kehta hai dil ye mera
Baithe baithe sochen tumko
Do ankhen ye bunati kahaniyaan
Hanste hanste baaten karte
Ek duje se khwaabon ke darmiyaan
Aisa mera dil kabhi naa tha
Is baar ho gaya khuraafaat teri hai ye