ambar tale jag rahe hum tere, aanchal tale rahete hain

duniyaa mein hum hee akele hain, jo maati ko "maan" kehthe hain
maati ko "maan" kehthe hain
jaagen tere liye saaree umr, too hee aanaa sulane hamein
sar tera unchaa rahe, ai vatan, koyi jaane naa jaane hamein

koyi jaane naa jaane hamein
ho, khushboo ke jaise hawaon mein hum gumnaam se behate hain
khushboo ke jaise hawaon mein hum gumnaam se behate hain
duniyaa mein hum hee akele hain, jo maati ko "maan" kehthe hain
maati ko "maan" kehthe hain
jismon pe vardi naa kaandhe sitaare
jismon pe vardi naa kaandhe sitaare
naa jhande jhukenge zikar pe hamaare
par jaan-nisaari kee jab baath hogee
aage milenge qataaron mein hum
to kya zameen pe rahen naa rahen?
muskuraayenge thaaron mein hum
muskuraayenge thaaron mein hum
vo baag hansataa rahe, hum jise "hindustan" kehthe hain
vo baag hansataa rahe, hum jise "hindustan" kehthe hain
duniyaa mein hum hee akele hain, jo maati ko "maan" kehthe hain
maati ko "maan" kehthe hain
maati ko "maan" kehthe hain
hum maati ko "maan" kehthe hain (maati ko "maan" kehthe hain)