Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Aur Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Aur Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
O Tum Hi Kahon Tum Hi Kahon
Dil Jo Aise Gaye Koi Kyon Na Gungunaye
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Aur Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Oho ho ho ho o ho ho hoo
Oho ho ho ho o ho
Oho ho ho ho o ho ho hoo
Oho ho ho ho o ho
Tum Ko Paake Haske Gaake
Nikhri Hai Sawri Hai Zindagi
Ujli Subhe Rangeen Shaamein
Aa Gayi Ek Nayi Dilkashi
Ho Maan Bhi Lo Maan Bhi Lo
Raat Jo Hai Kehti Yeh Fiza Jo Samjhaye
Meri Zindagi Mein
Oho ho ho ho o ho ho hoo
Oho ho ho ho o ho
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Aur Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Tumse Pehle Dekhe Kab The
Maine Yeh Khwaabon Ke Karwa
Tum Jo Aaye Tum Ho Laaye
Ankahin Ansuni Dastan
O Suno Zara Suno Zara
Mera Dil Bhi Haaye Woh Kahani Dohraye
Meri Zindagi Mein
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Aur Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Ho Tum Hi Kahon Tum Hi Kahon
Dil Jo Aise Gaye Koi Kyon Na Gungunaye
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Aur Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Oho ho ho ho o ho ho hoo
Oho ho ho ho o ho